to My Vishu  

Celoteh Herlina

jab mein upar akash men taaren aur chand ko dekhti hun
mein janti hun ki tum zinda hain
tumhara hal chal, sab mujhe malum hai
jaise jhon lennon ne apna geet men likha hain ki “hum sab ekh hi gagan ke niche rahten hai”
yani agar tum upar dekhenge, to tum wahi jiz dekoge jo hum yaha par dekhti hun.

yaar, kabhi-kabhi mujhe lagti ki mein akheli hun lekin jaise ki tum hamare dost hain,
to mein janti ki tum hamare sath ho.
na patar, na sms, na fone, na chat, ye sab kuch matlab ke nahin hain
tum ne kaha hain, waise bhi mujhe lagta hain

jaise hum har din surya ki prakash dekhte hon
jaise tare badal ke piche din men lukh jate hain
wiase hi tum hain
hum tumhe dekh to nahi sakti lekin mujhe lagti hain ki tum hamare sath ho

jaisa ek pita, tum mujhe raksha karta hain
jaisa ek bhai, tum hamare anubhav ko parwah karta hain
jaisa ek acha dost, tum hamare saath apna anubhav batta hain
dukh men aur sukh men, tum meri jiwan men hamesha rahti hun
aab tum kaon hon

mein ne shabdkosh par dhundha, internet par surf kiya
ye sab tumhare bare mein bata nahi sakte
kyonki han, tum vishu hon, humare vishu

jiwan ka dost
jaise jungle men ekh geet ki tarha jho dur se hum sun sakte hein
math puchna yeh kaise ho sakta hain lekin yeh geet meri dil ko samaj liya
tum dhut to hain mujhse lekin aisa lagta hain ki tum nazdik hon

tum kambal ki tarhan hai jo mujhe tufan ki tarha dino men rakhsa karte hain
tum mujhse dhur to hain lekin tum hamare sab asun ko ponch sakte hain
tum meri dukh ko hathakar mujhe muskurana sikaya hain is mein ek sundarta hain

tumne bahut kuch kiya hain
Aab mujhe sharam ati hain
hum kaise tumhe dhanyavad karun
aaj tak mein ne kuch bhi nahi kiya

hum tumhara janam din ek maina baad tab yaad kiya
tumhare shaadi ke din men
meine tumhe congratulate nahi kiya na ek present bi dhiya
humne kabhi nahi puncha ki tumhara pariwar ke hal chal sab kaise hain
ye sab chiz mujhe karna tha lekin humne nahi kiya

yaar, mujhe maaf ki jiye na
tumhara dosti itna nirmal hain
mein yeh asha rakti hun ki ek din hum ek aisa chiz kare jo ki tum gabhrajaega
bahut bahut dhanyavad
tumhare liya, meri vishu.

(special thanks to Saula, for the translation, bahut-bahut shukriya)

This entry was posted on 2:46 AM . You can leave a response and follow any responses to this entry through the Subscribe to: Post Comments (Atom) .

0 comments